Showing posts with label navratri festival. Show all posts
Showing posts with label navratri festival. Show all posts

Monday, October 15, 2012

Navratri SMS




In aaakhon se sada Maa ko dekhu, 
In kano se Maa ko sunu, 
Ye haath Maa ke charno ki dhul ko 
sada chue, Ye paaon sada Maa ke darbar
ko hi jaye, Sada maa ka beta bana rahu.
Maa har saal Navratra pe milne aaye. 
Happy Navratri


Maa durga apko apni 9 bhujao se: 1. 
bal 2. buddhi 3. aishwarya 4. sukh 5. 
swasthya 6. daulat 7. abhijeet 8. nirbhikta 9. 
sampannta pradan kare JAI MATA DI.


Lakshmi ka Hath ho,
Saraswati ka Sath ho,
Ganesh ka niwas ho, 
aur maa durga ke ashirwad se 
Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho…. 
‘HAPPY NAVRATRI’


Maa ki jyoti se prem milta hai
sabke dilo ko marm milta hai
jo bhi jata hai MAA ke dwar
kuch na kuch jarur milta hai.
SHUBH NAVRATRI.